cutefriend said:ham ne tu 3250 le liya hia
aur result us ka mujrim ne dekha hi hai
Mujrim said:
Rehan M Din said:
Mujrim said:
Rehan M Din said:
Mujrim said:
Rehan M Din said:
Mujrim said:NB se poochlena
becharay ke kaan latak gaye thay
kyoun unnn ka kaan sai aap latak gae thay...
unhonay ghalti se kaan mei earrings ke bajayee necklace laga diya tha
Eearing....
Necklace...
rehndo aapkay bas ki baat nai
kya meray bas ki baat nahi....??
kyunki aapkay paas dulhan bus nai hai
Mujrim said:
Rehan M Din said:
Mujrim said:
Rehan M Din said:
Mujrim said:
Rehan M Din said:
Mujrim said:yeh kaam mei to hum maahir hai bhari awaz jo hai humari
late ho gae.... hunn tay basant mukkk vee gai...
oye khair hai idhar to basant manali na humne
hamain kisi nay nahi dikhae na...
kya daikhna tha aapne
Basant festival aur kya.....
Geo laga liya karona
Mujrim said:
Rehan M Din said:
Mujrim said:
Rehan M Din said:
Mujrim said:
Rehan M Din said:
Mujrim said:
Rehan M Din said:
Mujrim said:
~Fragi~ said:
Mujrim said:wah jee pehla banda dekha maar ke bhool jata hai
no fragi baba aa jhappi paa isko baad mei dekh leinge
han aab is ko dekhna hhee hoga na
no worries jee poori power aur paisa lagadooga
aur woh khilona chaaqo bhee...
jis din us khilonay aapkay khilaaf use kiya to khoonam khoon hojaogay aap
azma kar daikh lo...
samnay aap aakay daikhlo
phir hum azma leinge
Jab Islamabad aaen gay to yeh hasrat bhee pori ho jae ge..
per sanu pata hai.. hona wona kuj nahi...
kyunki yeh chakoo mei laa nai sakooga airport pe pakar lena hai mujhe
yehi to aap chahtay ho na
Mujrim said:
Rehan M Din said:
Mujrim said:
Rehan M Din said:
Mujrim said:
Rehan M Din said:
Mujrim said:
Rehan M Din said:
~Fragi~ said:
Mujrim said:wah jee pehla banda dekha maar ke bhool jata hai
no fragi baba aa jhappi paa isko baad mei dekh leinge
han aab is ko dekhna hhee hoga na
yeh hasrat bhee pori ho jae ge...
basant k liye lahore aa rahay hain...????
hum to yahin mana rahay hai
wahan per kites mil gai....
jee har saal yahan organize kartay hai basant
kitnay saal ho gae...???
5-6 saal to hogayee janab
Thora hee arsa howa hai...
jo bhi hai ho to raha hai na thts the main point
Mujrim said:
Rehan M Din said:
Mujrim said:
Rehan M Din said:
Mujrim said:
Rehan M Din said:
Mujrim said:
Rehan M Din said:
Mujrim said:
Rehan M Din said:
Mujrim said:
Rehan M Din said:
Mujrim said:abbe chal be har cheez ke liye apna apna
bus umeed se hee rehna aap
har cheez k liye kahan sai aa gya...???
aagaya jee aap to bhool jatay ho har cheez
aap ko kon si yaad rehti hain....
humei rehti hai thori buhut
yeh batao parson sai 3 din pehlay raat ko khanay mai kya khaya tha?
yaad hai dost ki b'day party thi to burger khaya tha 19 ko
date to batao zara kya thee...
kahan na 19
ajeeb baat nahi... 19 ko date bhee 19...
jee ajab kamal haina
aisa kyoun nahi hota keh 20th ho aur date 19th...
rehan bhai yeh aapki duniya nai hai jo yeh harkat idhar hogi
new_beau said:
Rehan M Din said:
new_beau said:
Rehan M Din said:
new_beau said:hye hye kya School life yaad kerwa di Rehan Miann.....
Class 9th...Roll No. 14....Rizwan Iqbal...
Teacher: Shakeel Saheb
Teacher nay Ghazal sunayee ...aur rizwan saheb ki Hiss-e-Tabah Aazmayee Pharak uthi
"Mujhay Kal Gali mainn Para Hua, Kisi Ajnabi ka Khat Mila"
"Kahin Khoon-e-Dil say Likha Hua, Kahin Aansoo'onn say Mita hua"
Mainn Hairaan hoon iss baat per, Mujhay tun na kiyun samajh sakay"
"Meri Daastaan-e-Hayaat ka tou Warar Waraq hay Khula hua"
Buss uss zamanaay mainn Hum Class fellows issi tarah Baray Shayer Hazraat kay kalaam ki "ISLAH" kiya kertay thay
Matlab shuru sai hee aisay hain...
Wesay kis shair kay kalam ke "ISLAH" ziada hoti thee?
no specification....Jo bhi haath aa jaye
Shair ko pakar kar "Islah' kartay thay...
ab aap innay deep mainn na jao na jee
SAGAR KHAN said:
Rehan M Din said:
Boht Khooob... Zabardast...
BOHUT SHUKRYAA
~CHANDNI~ said:
Rehan M Din said:
Mujhe apne zabt pe naaz tha,sir bazm-e- raat ye kiya huwa
Meri aankh kaise chalak gai,mujhe ranj hai ye bura huwa
Meri zindgi k chiragh ka ye mizaj koi naya nahi,
Abhi roshni,abhi tairgi,na jala huwa na bujha huwa
mujhe jo bhi dushman-e-jaan mila,wohi pukhta kaar-e-jafa mila
naa kisi ki zarb ghalat pari naa kisi ka teer khata huwa
mujhe aap keun naa samajh sake ye apne dil hi se poochiye
meri daastaan-e-hayaat ka to warq warq hai khula huwa
jo nazar bacha k guzar gai mere saamne se abhi abhi
ye mere hi shehr k loag the,mere ghar se ghar hai mila huwa
Mujrim said:cf paa jee ur late kaafi arsa hogaya inki shaadi ko batatay nai hai yeh
Rehan M Din said:
Mujrim said:abhi court marriage kee thi kya rehan bhai jo ab shaadi dhoom dham se karogay??
abhi kab?
ohoo abhi kab
kuch 1-2mahinay pehlau